Wednesday, December 12, 2007

Musalman Kay Naam

na raha tujh main jazba-e-serfaroshi
na raha tujh main sharar-e-chungezi
na raha tujh main adal-e-nabwi
na raha tujh main zor-e-hayderi
na raha tujh main iraada-e-umar
na raha tujh main sabar-e-abubakar
nahi hay mayray humdum , nahi hay ab
wohi jis pe ho chuki ab yay ummat
na ummat-e-muhammadi, na ummat-e-ibrahimi

na rahi ab justuju-e-ilm-o-adab
na rahi ab talash-e-huk-o-mazhab
na rahi ab umeed-e-junoon-e-sach
na rahi ab himmat-e-takrar-e-zehan
na rahi ab uraan-e-khayal-ta-falak
nai hay mayray humdum , nahi hay ab
wohi jis pe ho chuki hay ab yay ummat
na ummat-e-muhammadi , na ummat-e-ibrahimi

No comments: